Raadhaa aisi bhaii shyaam ki diwaanii,
Ki brij ki kahaani ho gayi
Ek bholi bhaali gaun ki gwaali,
To panditon ki Vaani ho gayi
Radha na hoti to Vrindavan bhi na hotaa
Kaanha to hote bansi bhi hoti,
Bansi main praan na hote
Prem ki bhaasaa jaantaa na koi
Kanaiyaa ko yogi maantaa na koi
Bin parinay ke dekh prem ki pujarin
Kanhaa ki Patraani ho gayi
Radha aisi bhayi Shyam ki
Radha ki payal na bajti to Mohan Aisaa na raaas rachate
Nindyaa chuiraakar, Madhuvan bulaakar
Anguli pe kisko nachaate
Kya aisi kushbu chandan main hoti
kya aisi mishri maakhan main hoti
Thodaa sa maakhan khilaakar woh gwaaalin
Annapurnaa si daani ho gayi
Raadha aisi bhayi Shyam ki……….
Radhaa na hoti to kunj gali bhi
aisi Niraali na hoti
Radha ke nainaa na rote to
Jamuna aisi kaali na hoti
saawan to hota Jule na hote
Radha ke sand Natvar jule naa hote
Saaraa jivan lutan ke woh bhikharan
dhaniko ki rajdhaani ho gayi
Raadha aisi bhayi Shyam ki……….
raadaha aisi bahaii sahayaam ki diwaanii,
ki barij ki kahaani ho gayi
ek baholi bahaali gaun ki gawaali,
to panaditon ki vaani ho gayi
radah n hoti to vrinadavan bahi n hotaa
kaanah to hote banasi bahi hoti,
banasi main paraan n hote
prem ki bahaasa jaanata n koi
kanaiya ko yogi maanata n koi
bin parinay ke dekah parem ki pujarin
kanaha ki pataraani ho gayi
radah aisi bahayi shayam ki
radah ki payal n bajati to mohan aisa n raaas racahate
ninadaya cahuiraakar, madahuvan bulaakar
anaguli pe kisako nacahaate
ky aisi kusahabu cahanadan main hoti
kay aisi misahari maakahan main hoti
thoda s maakahan kahilaakar woh gawaaalin
ananapurana si daani ho gayi
raadah aisi bahayi shayam ki.
radaha n hoti to kunaj gali bahi
aisi niraali n hoti
radah ke naina n rote to
jamun aisi kaali n hoti
saawan to hot jule n hote
radah ke sanad natavar jule na hote
saara jivan lutan ke woh bahikaharan
dahaniko ki rajadahaani ho gayi
raadah aisi bahayi shayam ki.