Aba saump diya ees jeevanka,
sab bhar tumhare hatho may (2)
Hay jeet tumhare hatho me,
aur har tumhare hatho may (2)
Mera nishchaya bas ek yahee,
ek bar tumhein pa jaun may (2)
Arpan kardun duniya bhar ka,
sab pyar tumhare hatho may (2)
Jo jag mein rahun to aise rahun,
jyon jal mein kamal ka ful rahe (2)
Mere sab gundosh samarpit ho,
kartar tumhare hatho may,
bhagvan tumhare hatho may
Yadi manav ka muje janma mile,
to tav charno ka pujari banu (2)
Is pujak ki ek ek rag ka,
ho tar tumhare hatho may (2)
Jab jab sansar ka kaidi banu,
nishkam bhavase karma karun (2)
Fir ant samaymen pran tajun,
nirakar tumhare hatho may,
sakar tumhare hatho may
Mujamen tujamen bus bhed yahi,
mein nar hun tum narayan ho (2)
Mein hun sansar ke hathomen,
sansar tumhare hatho may (2)
Aba saump diya ees jivanka,
sab bhar tumhare hatho may (2)
Hai jeet tumhare hatho may,
aur har tumhare hatho may (2)
ab saumap diy ees jeevanak,
sab bahar tumahare hataho may (2)
hay jeet tumahare hataho me,
aur har tumahare hataho may (2)
mer nisahacahay bas ek yahi,
ek bar tumahein p jaun may (2)
arapan karadun duniy bahar k,
sab payar tumahare hataho may (2)
jo jag mein rahun to aise rahun,
jayon jal mein kamal k ful rahe (2)
mere sab gunadosah samarapit ho,
karatar tumahare hataho may,
bahagavan tumahare hataho may
yadi manav k muje janam mile,
to tav caharano k pujari banu (2)
is pujak ki ek ek rag k,
ho tar tumahare hataho may (2)
jab jab sanasar k kaidi banu,
nisahakam bahavase karam karun (2)
fir anat samayamen paran tajun,
nirakar tumahare hataho may,
sakar tumahare hataho may
mujamen tujamen bus bahed yahi,
mein nar hun tum narayan ho (2)
mein hun sanasar ke hatahomen,
sanasar tumahare hataho may (2)
ab saumap diy ees jivanak,
sab bahar tumahare hataho may (2)
hai jeet tumahare hataho may,
aur har tumahare hataho may (2)