Download Bhajan as .txt File Download Bhajan as IMAGE File

Bhagat Ke Vash Mei Hai Bhagwaan
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,

Bhagat Ke Vash Mei Hai Bhagwaan
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,
Bhakti bina ye kuch bhi nahi hai, Bhakti bina ye kuch bhi nahi hai,



Bhakt hai inki jaan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,
Bhagat muraliwale ke, roj vrindawan dole,
Krishna ko lalla samjhe, krishna ko lalla bole,
Shyam ke pyaar mei paagal, hui wo Shyam diwani,
Agar bhajano mei laage, chhor de dana pani,
Pyaar lalla se karne lagi wo, Pyaar lalla se karne lagi wo,
Apne putra samaan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,
Wo apne Krishna lala ko, kaleje laga ke rakhe,
Hamesha saja ke rakhe, wo laad lada ke rakhe,
Wo din mei bhaag ke dekhe, wo raat mei jaag ke dekhe,
Kabhi apne kamre se, Shyam ko jhaak ke dekhe,
Apne praan se jyada rakhti, Apne praan se jyada rakhti,
Apne lalla ka dhyan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,

Ek din apne bahu se, kahe wo Shyam diwani,
Thik nahi tabiyat meri, tu karde sewa pani,
Bahu sringaar sajaye, dhyan kahi aur lagaaye,
Bina mann bhajan sunaye, lall ko kaise bhaaye,
Chhut gaya haantho se lalla, Chhut gaya haantho se lalla,
Thi wo bahut naadaan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,
Wo lalla- lalla pukaare, haye kya gajab huwa re,
Budhaapaa bigad gaya ji, laal mera kaise gira re,
Jaao doctor ko laao, laal ka haal dikhao,
Agar usko kuch ho gaya, mujhe bhi maar girao,
Rote- rote paagal ho gayi, Rote- rote paagal ho gayi,
Ghar wale pareshaan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,
Nabaj tatol ke bole, ye tera laal sahi hai,
Kasam khaakar kehta hu, koi taklif nahi hai,
Jyohi sine se lagaya, aur doctor chakraya,
Dhadak raha sina lalla ka, Dhadak raha sina lalla ka,
Murti mei the praan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,
Dekh tere laal ki maya, bada ghabra raha hu,
Jaha se tu lalla layi, wahi pe ja raha hu,
Jaha se tu lalla layi, wahi pe ja raha hu,
Laal tera yug- yug jiye, bada ehshaan kiya hai,
Aaj se sara jiwan usi ke naam kiya hai,
Banwari teri maa nahi paagal, Banwari teri maa nahi paagal,
Paagal sara jahaan,
Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan, Bhagat ke vash mei hai Bhagwaan,



Bhagat Ke Vash Mei Hai Bhagwaan- Krishna Bhajan

bhagat ke vasah mei hai bhagawaan
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,
bhakati bin ye kucah bahi nahi hai, bhakati bin ye kucah bahi nahi hai,



bhakat hai inaki jaan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,
bhagat muraliwale ke, roj varinadawan dole,
krisahan ko lalal samajahe, karisahan ko lalal bole,
shayam ke payaar mei paagal, hui wo shayam diwani,
agar bahajano mei laage, cahahor de dan pani,
pyaar lalal se karane lagi wo, pyaar lalal se karane lagi wo,
apane putar samaan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,
wo apane krisahan lal ko, kaleje lag ke rakahe,
hamesah saj ke rakahe, wo laad lad ke rakahe,
wo din mei bahaag ke dekahe, wo raat mei jaag ke dekahe,
kabahi apane kamare se, shayam ko jahaak ke dekahe,
apane paraan se jayad rakahati, apane paraan se jayad rakahati,
apane lalal k dahayan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,

ek din apane bahu se, kahe wo shayam diwani,
thik nahi tabiyat meri, tu karade sew pani,
bahu sarinagaar sajaye, dahayan kahi aur lagaaye,
bin manan bahajan sunaye, lalal ko kaise bahaaye,
chahut gay haanataho se lalal, chahut gay haanataho se lalal,
thi wo bahut naadaan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,
wo lalala- lalal pukaare, haye kay gajab huw re,
budahaapa bigad gay ji, laal mer kaise gir re,
jaao docator ko laao, laal k haal dikahao,
agar usako kucah ho gay, mujahe bahi maar girao,
rote- rote paagal ho gayi, rote- rote paagal ho gayi,
ghar wale paresahaan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,
nabaj tatol ke bole, ye ter laal sahi hai,
kasam kahaakar kehat hu, koi takalif nahi hai,
jyohi sine se lagay, aur docator cahakaray,
dhadak rah sin lalal k, dhadak rah sin lalal k,
murati mei tahe paraan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,
dekah tere laal ki may, bad gahabar rah hu,
jah se tu lalal layi, wahi pe j rah hu,
jah se tu lalal layi, wahi pe j rah hu,
laal ter yug- yug jiye, bad ehasahaan kiy hai,
aaj se sar jiwan usi ke naam kiy hai,
banawari teri ma nahi paagal, banawari teri ma nahi paagal,
paagal sar jahaan,
bhagat ke vasah mei hai bhagawaan, bhagat ke vasah mei hai bhagawaan,







Bhajan Lyrics View All

श्री राधा हमारी गोरी गोरी, के नवल
यो तो कालो नहीं है मतवारो, जगत उज्य
नटवर नागर नंदा, भजो रे मन गोविंदा
शयाम सुंदर मुख चंदा, भजो रे मन गोविंदा
यशोमती मैया से बोले नंदलाला,
राधा क्यूँ गोरी, मैं क्यूँ काला
मुँह फेर जिधर देखु मुझे तू ही नज़र आये
हम छोड़के दर तेरा अब और किधर जाये
हरी नाम नहीं तो जीना क्या
अमृत है हरी नाम जगत में,
अपनी वाणी में अमृत घोल
अपनी वाणी में अमृत घोल
ज़रा छलके ज़रा छलके वृदावन देखो
ज़रा हटके ज़रा हटके ज़माने से देखो
श्याम हमारे दिल से पूछो, कितना तुमको
याद में तेरी मुरली वाले, जीवन यूँ ही
जगत में किसने सुख पाया
जो आया सो पछताया, जगत में किसने सुख
श्याम बंसी ना बुल्लां उत्ते रख अड़ेया
तेरी बंसी पवाडे पाए लख अड़ेया ।
साँवरिया ऐसी तान सुना,
ऐसी तान सुना मेरे मोहन, मैं नाचू तू गा ।
कोई कहे गोविंदा, कोई गोपाला।
मैं तो कहुँ सांवरिया बाँसुरिया वाला॥
जिंदगी एक किराये का घर है,
एक न एक दिन बदलना पड़ेगा॥
ज़िंदगी मे हज़ारो का मेला जुड़ा
हंस जब जब उड़ा तब अकेला उड़ा
कहना कहना आन पड़ी मैं तेरे द्वार ।
मुझे चाकर समझ निहार ॥
मेरी करुणामयी सरकार पता नहीं क्या दे
क्या दे दे भई, क्या दे दे
तेरा गम रहे सलामत मेरे दिल को क्या कमी
यही मेरी ज़िंदगी है, यही मेरी बंदगी है
दिल की हर धड़कन से तेरा नाम निकलता है
तेरे दर्शन को मोहन तेरा दास तरसता है
इतना तो करना स्वामी जब प्राण तन से
गोविन्द नाम लेकर, फिर प्राण तन से
एक दिन वो भोले भंडारी बन कर के ब्रिज की
पारवती भी मना कर ना माने त्रिपुरारी,
हर साँस में हो सुमिरन तेरा,
यूँ बीत जाये जीवन मेरा
सांवरे से मिलने का, सत्संग ही बहाना है,
चलो सत्संग में चलें, हमें हरी गुण गाना
ज़री की पगड़ी बाँधे, सुंदर आँखों वाला,
कितना सुंदर लागे बिहारी कितना लागे
इक तारा वाजदा जी हर दम गोविन्द गोविन्द
जग ताने देंदा ए, तै मैनु कोई फरक नहीं
प्रभु मेरे अवगुण चित ना धरो
समदर्शी प्रभु नाम तिहारो, चाहो तो पार
श्याम बुलाये राधा नहीं आये,
आजा मेरी प्यारी राधे बागो में झूला
नगरी हो अयोध्या सी,रघुकुल सा घराना हो
चरन हो राघव के,जहा मेरा ठिकाना हो
तीनो लोकन से न्यारी राधा रानी हमारी।
राधा रानी हमारी, राधा रानी हमारी॥
जग में सुन्दर है दो नाम, चाहे कृष्ण कहो
बोलो राम राम राम, बोलो श्याम श्याम
मीठी मीठी मेरे सांवरे की मुरली बाजे,
होकर श्याम की दीवानी राधा रानी नाचे

New Bhajan Lyrics View All

गौरा ने ऐसा लाल जाया,
शोर जग ने मचाया।
बोलो जय मैया सिंह वाहिनी,
बोलो जय मैया सुख दायिनी,
मैं आस लगाए बैठी हूँ गणराज मेरे घर आ
मैं चन्दन तिलक लगाउंगी मोतियन के हार
घर श्याम दी गली दे विच पा लिया,
लोकी केहंदे होई कमली,
कान्हा ले गया मेरी मथनियां के दहिया
के छलिया ले गया मेरी मथनियां के दहिया