भज ले प्राणी रे अज्ञानी दो दिन की जिंदगानी,
रे कहाँ तू भटक रहा है यहाँ क्यों भटक रहा है,
झूठी काया झूठी माया चक्कर में क्यों आया
जगत में भटक रहा है
नर तन मिला है तुझे खो क्यों रहा है प्यारे खेल में,
कंचन सी काया तेरी उलझी है विषयों के बेल में,
सुख और दारा वैभव सारा कुछ भी नहीं तुम्हारा
व्यर्थ सिर पटक रहा है.......
चंचल गुमानी मन अब तो जनम को सँवार ले
फिर न मिले तुझे अवसर ऐसा बारंबार रे
रे अज्ञानी तज नादानी भज ले सारंग पाणी
व्यर्थ सर पटक रहा है.....
bhaj le praani re agyaani do din ki jindagaani,
re kahaan too bhatak raha hai yahaan kyon bhatak raha hai
jhoothi kaaya jhoothi maaya chakkar me kyon aayaa
jagat me bhatak raha hai
nar tan mila hai tujhe kho kyon raha hai pyaare khel me,
kanchan si kaaya teri uljhi hai vishayon ke bel me,
sukh aur daara vaibhav saara kuchh bhi nahi tumhaaraa
vyarth sir patak raha hai...
chanchal gumaani man ab to janam ko sanvaar le
phir n mile tujhe avasar aisa baaranbaar re
re agyaani taj naadaani bhaj le saarang paanee
vyarth sar patak raha hai...
bhaj le praani re agyaani do din ki jindagaani,
re kahaan too bhatak raha hai yahaan kyon bhatak raha hai