Man ke dware khol ke de do apne moh ka daan re
Kal ki maya kaun jaane kab nikle ye pran re
Khali haath hi aaye hein aur khali haath hi jaana hai
Ek hari ka naam pukaro gar mukti ko paana hai
Chhod do paapi jeevan aur chhodo sara abhiman re
kal ki maya kaun jaane kab nikle ye pran re
Pooje mandir aur shiwale hue magar hein sab bekaar
Man hai maya jaal mein pooja hogi kaise aakhirkar
Tan ke sukh ki khatir insan ban gaya shaitan re
Kal ki maya kaun jaane kab nikle ye pran re
Sundar pawan naam hari ka jisne kanth lagaya
Hari pushp se saja saja ke sundar haar banaya
Bhool na jana man mandir mein giridhar ka gungaan re
Kal ki maya kaun jaane kab nikle ye pran re
man ke daware kahol ke de do apane moh k daan re
kal ki may kaun jaane kab nikale ye paran re
khali haatah hi aaye hein aur kahali haatah hi jaan hai
ek hari k naam pukaro gar mukati ko paan hai
chahod do paapi jeevan aur cahahodo sar abahiman re
kal ki may kaun jaane kab nikale ye paran re
pooje manadir aur sahiwale hue magar hein sab bekaar
man hai may jaal mein pooj hogi kaise aakahirakar
tan ke sukah ki kahatir inasan ban gay sahaitan re
kal ki may kaun jaane kab nikale ye paran re
sunadar pawan naam hari k jisane kanatah lagaya
hari pusahap se saj saj ke sunadar haar banaya
bhool n jan man manadir mein giridahar k gunagaan re
kal ki may kaun jaane kab nikale ye paran re