Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ek Din Beeta Khel Kood Mein
Ek Din Mauj Mein Soya
Dekh Budapa Aaya To
Kyu Padak Ke Laathi Roya
Ab Bhi Ram Sumirle Nahi To
Ab Bhi Ram Sumirle Nahi To
Padega Kaal Hathoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Amrit Maye Hai Naam Hari Ka
Tu Amrit Maye Ban Jaa
Mann Mein Jyot Jala Le Tu Bas
Hari Ke Rang Mein Rang Ja
Dor Jeevan Ki Saup Hari Ko
Dor Jeevan Ki Saup Hari Ko
Nahi Padega Hathoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Kya Laya Kya Le Jayega
Kya Paya Kya Khoya
Vaisa Hi Phal Mile Yaha
Jaisa Tune Yaha Boya
Kaal Sheesh Per Baitha Issne
Kaal Sheesh Per Baitha Issne
Kisi Ko Naa Chhoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Mann Ke Kahe Jo Chalte Hai
Vo Dukh Hi Dukhi Hai Paate
Maya Ke Vash Mein Jo Hai
Vo Ghor Narak Mein Jaate
Jo Bhi Ajar Amar Bante The
Jo Bhi Ajar Amar Bante The
Unka Bhi Bhram Toda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ho Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Ram Naam Se Tune Bande
Kyu Apna Mukh Moda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Duda Jaye Re Samay Ka Ghoda
Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Shri Ram
Jai Shri Krishna
ram naam se toone bande, kyoon apana mukh modaa
dauda jaae re, samay ka ghodaa
ik din beeta khelakood me, ik din mauj me soya,
dekh budahaapa aaya to, kyon pakad ke laathi roya,
ab bhi ram sumir le nahi to 2, padega kaal hthauda,
dauda jaae re, samay ka ghoda,
ram naam se toone bande, kyoon...
amaratamay hai naam hari ka, too amaratamay ban ja,
man me jyot jala le, too bas hari ke rang me rang ja,
dor jeevan ki saunp hari ko 2, nahi padega phoda,
dauda jaae re, samay ka ghoda,
ram naam se toone bande, kyoon...
kya laaya kya le jaayega, kya paaya kya khoya,
vaisa hi phal mile yahaan, jaisa toone hai boya,
kaal sheesh par baitha isane 2, kisi ko na hai chhoda,
dauda jaae re, samay ka ghoda,
ram naam se toone bande, kyoon...
man ke kahe jo chalate hain, vo duhkh hi duhkh hain paate,
maaya ke vsh me jo hai, vo ghor narak me jaate,
jo bhi ajaramar banate the 2, unaka bhi bhram toda,
dauda jaae re, samay ka ghoda,
ram naam se toone bande, kyoon...
ram naam se toone bande, kyoon apana mukh modaa
dauda jaae re samay ka ghodaa
ram naam se toone bande, kyoon apana mukh modaa
dauda jaae re, samay ka ghodaa