रसना में अगर तेरा नाम रहे
जग में फिर नाम रहे ना रहे
दिन रेहन हरी का ध्यान रहे,
सुख दुःख का ध्यान रहे ना रहे,
मन मंदिर में घनश्याम रहे ना रहे,
झूठा धन ध्यान रहे ना रहे,
तेरी किरपा का अभिमान रहे ,
कोई और अभिमान रहे ना रहे,
उस ठाकुर से पहचान रहे ना रहे,
फिर तन में प्राण रहे ना रहे,
बोल बांके बिहारी लाल की जय,
rasana me agar tera naam rahe
jag me phir naam rahe na rahe
din rehan hari ka dhayaan rahe,
sukh duhkh ka dhayaan rahe na rahe,
man mandir me ghanashyaam rahe na rahe
jhootha dhan dhayaan rahe na rahe,
teri kirapa ka abhimaan rahe ,
koi aur abhimaan rahe na rahe
us thaakur se pahchaan rahe na rahe,
phir tan me praan rahe na rahe
bol baanke bihaari laal ki jay,
jay jay shri radhe
rasana me agar tera naam rahe
jag me phir naam rahe na rahe