हरी का भजन करूँ हरी को नमन करूँ
हरी को पुकारूँ सुबह शाम
हरी के भजन बिन जीवन सूना
कैसे मान समझौं
छ्चोड़ के जुग के बंधन मैं तो
द्वार हरी के जौन
हरी के चरण पड़ून हरी को नमन करूँ
हरी को पुकारूँ
मुरली मनोहर कृपा सरोवर
जाग के पालन हारी
भक्ति दान दो गिरधर नागर
शरण पड़े जो टिहरी
विनती हरी से करूँ हरी को नमन करूँ
हरी को पुकारूँ
हरी का भजन करूँ हरी को नमन करूँ
hari ka bhajan karoon hari ko naman karoon
hari ko pukaaroon subah shaam
hari ke bhajan bin jeevan soonaa
kaise maan samjhaun
chhchod ke jug ke bandhan mainto
dvaar hari ke jaun
hari ke charan padoon hari ko naman karoon
hari ko pukaaroon
murali manohar kripa sarovar
jaag ke paalan haaree
bhakti daan do girdhar naagar
sharan pade jo tiharee
vinati hari se karoon hari ko naman karoon
hari ko pukaaroon
hari ka bhajan karoon hari ko naman karoon
hari ko pukaaroon subah shaam
hari ka bhajan karoon hari ko naman karoon
hari ko pukaaroon subah shaam