vo ful naa abtak chun payaa jo ful chadaane hai tuj par
main tera dwaar na doondh sakaa Sai bhatak rahaa hun dagar dagar
(2)
mujme main hi dosh rahaa hogaa man tujko arpan kar na sakaa
tu mujko dekh rahaa kabse main teraa darhan kar na sakaa
har din har pal chaltaa rahtaa sangraam kahin man ke bhitar
main tera dwaar na doondh sakaa Sai bhatak rahaa hun dagar dagar
kya dukh kyaa sukh kya bhool meri main uljaa hun in bato main
din khoyaa chaandi sone main soyaa main besudh raton main
tab dhyaan kiyaa maine teraa takraayaa pag se jab paththar
main tera dwaar na doondh sakaa Sai bhatak rahaa hun dagar dagar
main dhoop chavn ke bich kahi maati ke tan ko liye firaa
us jagaa muje thaamaa tune main bhool se jis jagah giraa
ab tuhi path dikhlaa mujko sadiyon se hun ghar se beghar
main tera dwaar na doondh sakaa Sai bhatak rahaa hun dagar dagar
vo ful na abatak cahun paya jo ful cahadaane hai tuj par
main ter dawaar n doonadah saka sai bahatak raha hun dagar dagar
(2)
mujame main hi dosah raha hoga man tujako arapan kar n sakaa
tu mujako dekah raha kabase main tera darahan kar n sakaa
har din har pal cahalata rahata sanagaraam kahin man ke bahitar
main ter dawaar n doonadah saka sai bahatak raha hun dagar dagar
kay dukah kaya sukah kay bahool meri main ulaja hun in bato main
din kahoya cahaanadi sone main soya main besudah raton main
tab dahayaan kiya maine tera takaraaya pag se jab patahatahar
main ter dawaar n doonadah saka sai bahatak raha hun dagar dagar
main dahoop cahavan ke bicah kahi maati ke tan ko liye firaa
us jaga muje tahaama tune main bahool se jis jagah giraa
ab tuhi patah dikahala mujako sadiyon se hun gahar se begahar
main ter dawaar n doonadah saka sai bahatak raha hun dagar dagar