Jitney Wale Ke Sab Saathi
Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara,
Aisa Shyam humara,
Jiski naiya isne thaami, bhav se parr utaraa,
Aisa Shyam humara,
Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara,
Aisa Shyam humara,
Jiske sang mei ho Kanhaiya, uski naa dube naiya,
Majhdhaar bhi kya kar lega, jab saath ho aisa khewaiyaa,
Iski kripa se hi chalta, hum jaiso ka gujara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,
Kaliyug mei danka bajta, ghar- ghar mei iski kahaani,
Khatu se bhejta rehta, bhakto ko dana pani,
Gunj raha saari duniya mei, Shyam naam ka nara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,
Jo jag se haar ke ata, ye usko gale lagata,
Yeh isi liye toh jag mei, hare ka saathi kahata,
Kahe Pawan jo sharan mei aaye, kabhi nahi wo hara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,
jitaney wale ke sab saatahi
jitaney wale ke sab saatahi, yeh hare k sahar,
ais shayam humar,
jisaki naiy isane tahaami, bahav se parar utara,
ais shayam humar,
jitaney wale ke sab saatahi, yeh hare k sahar,
ais shayam humar,
jisake sanag mei ho kanahaiy, usaki na dube naiy,
majahadahaar bahi kay kar leg, jab saatah ho ais kahewaiya,
isaki karip se hi cahalat, hum jaiso k gujar,
ais shayam humar, oh ho ais shayam humar,
kaliyug mei danak bajat, gahar- gahar mei isaki kahaani,
khatu se bahejat rehat, bahakato ko dan pani,
gunaj rah saari duniy mei, shayam naam k nar,
ais shayam humar, oh ho ais shayam humar,
jo jag se haar ke at, ye usako gale lagat,
yeh isi liye toh jag mei, hare k saatahi kahat,
kahe pawan jo saharan mei aaye, kabahi nahi wo har,
ais shayam humar, oh ho ais shayam humar,